24 October, 2007

Chhan se jo toote koi sapna ... !

Chan Se jo toote koi sapna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage

Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage
Jag soona soona

Hai to yeh kyun hota hai
Jab yeh dil rota hai
Roye sisak sisak ki hawayein
Jag soona lage

Chan Se jo tute koi sapna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage

Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage reeeeeeeee

Soona Lage Reee

Roothi roothi sari raatein
Fikhe fikhe sare din
Virani si Virani hai
Tanhai si tanhai hai
Aur ek hum hai pyaar ke bin
Har Palchin

Chan Se jo tute koi sapna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage

Koi rahe na jab apna
Jag soona suna lage
Jag soona suna lage

Patharo ki is nagari mein
Pathar chehre Pathar dil
Phirta hai mara mara
Kyun rahon mein tu awara
Yahan na hoga Kuch hasil mere dil

Chan Se jo tute koi sapna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage

Koi rahe na jab apna
JAg soona soona lage
Jag soona soona lage

Hai to yeh kyun hota hai
Jab yeh dil rota hai
Roye sisak sisak ki hawayein
Jag soona lage

Chan Se jo tute koi sapna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage

Koi rahe na jab apna
Jag soona soona lage
Jag soona soona lage reeeeeeeee


Rahat Fateh Ali Khan rocks!

No comments: